SAAYA SAAYA

SAAYA

    • $3.99
    • $3.99

Descripción editorial

“Guzar  gayi  muddatein na mila kisika saath,

Hum toh rahe badastoor na thama kisine haath,

Chalkein aankhon se aansoo,hili sadkein paaon taley,

 Hum karte rahe intezaar,aa lag jaaye koi galey”

Jab yeh aansoon palkon ki god mein sone lage aur yeh  aahein  baahar aane ko chatpataye toh jee chahtaa hain ki door kisi  veeraane ki  aad mein us choobhti dhoop mein kaali chaadar odhey  ghoomta  rahoon. Takleef doo khudko, kapkapaane doo is badan ko sard hawaaon mein, jal jaane doo ise jalte alaavon mein,  kyaa fark padta hain ki yeh rahe naa rahe ki ab ke khwaaish  ko phir kandha  na de sakoongaa.

GÉNERO
Fiction & Literature
PUBLICADO
2018
26 de marzo
IDIOMA
HI
Hindi
EXTENSIÓN
126
Páginas
EDITORIAL
Notion Press
VENDEDOR
Notion Press Media Private Limited
TAMAÑO
2,2
MB